Monday 7 December 2009

अहिल्या

   

वो किसी और की  पत्नी थी !
   उस पर  मोहित हो  गया कोई और  !
इस दूसरे ने ---
उसे पाने के लिए "छल" किया
और पहले ने 
 क्रोधित हो शाप दिया !!  
                
सदमा इतना गहरा था कि--
सन्न ! अवाक ! स्पन्दनहीन  !
नारी-देंह "पत्थर" हो गई !!
मौसम बीते ,फिर सहसा --
एक तीसरे के स्पर्श ने ,
पत्थर में" प्राण" फूँक दिए !


वो पत्थर जो अब स्त्री है ,
बैठे -बैठे सोच रही है --
एक ने छला !
एक ने शाप दिया !
और
एक ने जीवनदान !
इन तीन चरित्रों को 
 एक सूत्र में बाँधने वाली
अपनी इस कहानी में
"मैं" कहाँ हूँ ??

ये तो --------
तीन पुरुषों की इच्छा- पूर्ति के
"माध्यम" की कहानी है !!
इसमें " मैं" कहाँ हूँ ???
क्या पुरुष की "इच्छा" ही --
स्त्री की "नियति" है ???

नहीं ! ये मेरी कहानी
नहीं हो सकती !!!
वो उठी ----
उसने "अहिल्या " नाम का
चोला उतारा --
और चल पड़ी -----
अपने "अस्तित्व " की
तलाश में !!!!!
दीप्ति मिश्र

19 comments:

Unknown said...

I think this one is the best poem on women empowerment i have ever read.

"marmik"

alka said...

parashant ji shayad abhi apne dipty ji ki or kavitaen padhi nahi haen.

shubhankar mishra said...

WAH!...........kya kavita hai pammo bua............mummy bahut tarif kar rahi hai......kya thought hain aapke........:).....kya comment likhen......U.P. walon ka naam roshan kar diya aapne......mummy keh rahi hain........." AKATHINIYA HAI.......AB AGE ZYAADA HO GAI HAI WARNA HUM BHI PURSHON KO AHILYA BANATE " ...........HAAHAAHAHAHAHAHAHAHAHHAAHAHAHHAHAHHA..........

ajay s pandey said...

Sita-Ram, Radhay-krishna,lakshmi Ganesh...........hamari Sanskarti hai.....Ahilya two ek maatra apwab hai... Dipti ji.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

BHARTIY SANSKRATI KI DUHAI DENE KE SAATH KRAPIYA IN PRASHNON KE UTTAR BHI DEN----
SITA KE RAM NE UNKI "AGNI-PARIKSHA"KYON LEE?
RADHA KRISHNA KI "KYA" HAIN?
LAKSHMI KA GANESH SE KYA "NATA" HAI?????????????

Unknown said...

naari ki vedna ka bahut sundar chitran hai. sab purush drishtikon se hi dekha, likha aur samjhaya gaya hai. isiliye, itihaas itna purushon ko gauravanvit karta hai. indra ko saza kyon nahin mili, ye prashna bachpan se mujhe kachotata hai.

avi said...

dipti ji, sabse pehle toh main aapka shukriya ada karna chahta hoon ki apne ye kavita likhi jiske karan logon ne is vishay ke baare mein sochna shuru kiya...
par bhavnaon ki lehar mein tathya kahin peechhe chhoot gaye...
unhi ko samne laane ki koshish hai ye...

ye satya hai ki Indra ne Ahilya ko chhalne ki koshish ki thhi.. par Ahilya ne unko dekhte hi pehchan liya thha..phir bhi apne roop ke guroor mein choor (ki swayam indra dev unke roop ke liye dharti par khiche aaye) unhone indra ka prastav sweekar kiya..

Agar Ahilya ko shrap mila toh Indra bhi achhoote nahin rahe.. unhe bhi rishi gautam ke shrap ke kaaran apna pourush gavana pada..

p.s. ref- ram charit manas.

shivani ji ab shayad aap ke mann ko thodi santvana mili hogi

Unknown said...

DHANYWAD AVI JI.BILKUL SAHI,INDR KO BHI SHAAP MILA THA LEKIN KAVI TULSIDAS IS GHATNA KE SAKCHI NAHI HAIN, TAB TO UNKA JANM BHI NAHI HUA THA . RAMCHARIT MANAS EK KAVI KA MAHAKAVY BHAR HAI ,UNHONE TO KHUD LIKHA HAI -"JAKI RAHI BHAVNA JAESI PRABHU MOORAT DEKHI TIN TAESI"AB SATY AOR TATTHY KYA HAI ISE KAON TAY KARGA ?

avi said...

yeh bilkul satya hai ki tulsidas ji ka janm is ghatna ke bahut baad hua, parantu yeh bhi satya haiki valmiki us is ghatna kal ke samay jeevit jaroor thhe,par is ghatna ke waqt vah indra, gautam ya ahilya.kisi ke saath bhi moujood nahin thhe.is prakar toh is pooree ghatna ki satyata par hi ek bada prashnchinha lag jaata hai..

agar aap ram charit manas ko sirf ek mahakavya maanti hain toh fir valmiki ki ramayana kya hai?

kya valmiki ko "adikavi" isliye nahi kehte ki unhone hi shlok ki rachna ki thhi? sanskrit ka pehla shlok vaastav mein ramayan ka pratham shlok hi hai.


aapke saare prashnon ka uttar toh aap ne khud hi tulsidas ke shabdon mein de diya,"JAKI RAHI BHAVNA JAESI PRABHU MOORAT DEKHI TIN TAESI" satya ki donon chhavi aapke samne hain, ab aap kisko apnati hain yeh aapke upar hai...

ek abla nari ki vyatha
ya fir..
ek nyayasangat ghatna .. ?

Unknown said...

NAMASKAR AVI JI .AAPKE GYAAN AOR VICHARVTON SE MAEN PRABHAVIT HUN.BADHAI SWKAR KAREN.AB AATI HAI "SATY AOR TATHY" KI BAAT HINDI SAHITY KO ADIKAL,MADHYKAL'BHAKTIKAL,ADHUNIKKAL ADI BHAGON MEN VIBHAKT KIYA GAYA HAI.GHOOM-FIR KAR BAAT FIR WAHEEN AAJATI HAI BALMIKI ADIKAVI THE KINTU THE TO KAVI HI NA!KAVI BANNE SE PAHLE WO KYA THE PATA HAI NA!KRAONCH-WADH KI KATHA YAAD HAI NA!BHAKTIKAL KE KAVI TULSIDAS KO KAVI BANNE KI PRERNA KISSE AOR KAESE MILI YAAD HAI NA!KAHNE KA TATPARY YE KI "KAVI"SEEDHE AASMAN SE UTAR KAR NAHI AATE WO BHI HAMARI - AAPKI TARHA AAM INSSAN HI HOTE HAIN.PAORANIK KATHAON KO DEKHNE-SAMAJHNE KA SABKA APNA DRASHTIKON HAI.UNKA APNA THA ,MERA APNA AOR AAPK APNA..............

avi said...

bilkul sahi kaha dipti ji! yahi toh main bhi keh raha hoon..

ramayana aur ram charit manas mahakavya hi hain, vaastav mein ghati ghatna ka lekha nahin, toh ahilya par hue atyachaar ka vivad ka aadhar hi nahin rah gaya..

maanta hoon ki kavi aasman se nahin utarte,insaan hi hote hain..isiliye valmiki ko ahilya ki katha is prakar se chitrit karne ka doshi nahin maana ja sakta,kyonki thhe toh aakhir woh bhi insaan hi..

dipti ji yah mujhe toh yaad hai par main ek baar aapke liye dohraa deta hoon ki valmiki kavi se pehle ek daaku thhe jiski patni ne uske dwara ,apne kutumb ke bharan poshan ke liye,kiye gaye paap mein bhagi hone se inkaar kar diya thha..

ab agar aap aise bhuktbhogi purush se yeh aasha karti hain ki wah apni kalpana mein bhi nari utthhaan ki baat kare toh kya ye us purush par jydati nahin hogi ???

SA AADAR
avi

Unknown said...

NAMASKAR AVI JI. AAPNE TO MERE MUH KI BAAT CHEEN LI,KAVI KI RACHNADHARMITA USKE VAKTIGAT ANYBHAWON SE JUDI HOTI HAI SHAYAD ISEE LIYE TULSIDAS NE YE KAHNE MEN KOI KASAR NAHI CHODI-- DHOR GANWAAR,SHOODR PASHU NAARI/YE SAB TADAN KE ADHIKARI.NAARI KE VISHAY MEN PURUSH KAVI KYA SOCHTE HAIN YE TO SABHI JANTE HAIN ,NAARI SVAYAM APE BARE MEN KYA SOCHTI HAI ISE BHI JAAN LIYA JAY TO HARJ HI KYA HAI...........!
AAP SE BAAT KARNA ACHCHA LAGTA HAI DHANYWAD.

avi said...

" ASHWATTHAMA MARA GAYA !! kintu haathi"

Anonymous said...

avtonet [url=http://www.varcevanje.info]varcevanje za otroka[/url]

Anonymous said...

investiranje [url=http://www.avtomobilii.info]novi avtomobili akcija[/url]

Mamta Bajpai said...

bahut khub

Mamta Bajpai said...

दीप्ती जी आपकी लेखनी को सलाम करती हूँ , मैंने आप की दो किताबें पहले भी पढ़ी हैं ''बर्फ में पलती हुई आग '' है तो है ''
बहुत अच्छा लिखती है

Mamta Bajpai said...

bahut khub