Monday 7 December 2009

aaj ka din

आज  का  दिन  ...
अच्छा बिता ... जीत  हुई ,' इच्छा' की मुश्किलों पर !
इंसान जो चाहे पा लेता है , बस इच्छा-शक्ति  होनी चाहिए !!!

दीप्ति मिश्र


6 comments:

ajay s pandey said...

Dipti ji
aaj ka din two beetna hi tha,accha nahi two burahi hota ,per beeteta jaroor.
Kya garibon ka din nahi beeteta?
unkay pass "ikcchayen' two hain per "shakti' nahi. wo jeetatay ya hartay nahin sirf jeetay hain aur jeet bhi jatay hain.Hum aur aap Mahaz ek Blog me apni jeet dhoondhtay hain...
unke liye kuch karenge?This is the right time.......
sa aadar.................Ajay

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

GOOD MORNING! AJAY JI
BILKUL THEEK KAHAA AAPNE.LEKIN HAR INSAAN KA BHGY BHAGWAAN BANAATA HAI AUR KARAM USKE APNE HOTEN HAIN,ISEE LIYE JO JAHAAN HAI WAHI USKA (UCHIT/ANUCHIT)STHAAN HAI.BALKI MERA TO YE MAANNA HAI KI INSAAN APNE KARMON SE BHAGYVIDHATA KE LIKHE BHAGY KO BHI BADAL SAKTA HAI,ISEE LIYE ICHCHA-SHAKTI KO ITNA MAHTW DETI HUN.MAI SAMAAJ KE PRATI APNE KARTAWOV SE VIMUKH NAHEE HUN.AUR KUCH NAHEE TO APNE VICHARON AUR ANUBHAWON SE LOGON KI HAOSLA-AFZZAI TO KAR HEE SAKI HUN WAHI KARNE KI KOSHISH KAR RHEE HUN !!!!!!!!!!!!!!!!!
RIGARDS
DIPTI

Unknown said...

Good one Ma'm.

alka said...

bapre 2laino par itni lambi bahas.par ajayji ki batun me dam hae.

ASHISH BATHIJA said...

Namaskar ji,
Honestly Do lainon par itni lambi bahas. Mujhe lagta hai Diptiji theek kah rahin hain. Agar insaan apne iraade mazboot kar le to vo apna mukaddar kuchh hadd tak badal sakta hi. Maine KUCHH HAD TAK isliye kaha kyunki insaan ke pichhle janmon ka bhi asar to padta hi hai.
Please pardon my hindi, but please try and understand the meaning.
Warm regards.
Ashish J Bathija